San sanaanan saany saany ho rahee thee ret men

सन सनानन सांय सांय हो रही थी रेत में
Year
Language

सन सनन सांय सांय
सन सनानन सांय सांय हो रही थी रेत में
हम दोनों बैठ गए गेहूं के खेत में
सन सनानन सांय सांय हो रही थी गांव में
तक तनाधिन करने लगे पीपल की छांव में
सन सनानन सांय …

बनके कमान कमर लचके दीवाने यार ज़रा बचके
ऐसे ना मार गोरी झटके मेरी अदा बड़ी हट के
कोई नशा है तेरी चाल में
बुलबुल फंसी प्रेमी के जाल में
सन सनानन सांय सांय हो रही थी बाग में
हम दोनों जलने लगे चाहत की आग में
सन सनानन सांय …

रानी कमाल तेरा कंगना हर वक़्त कर ऐसे तंग ना
देखा कहीं ऐसा रंग ना आऊंगी मैं तेरे संग ना
रस्ता गली चौबारा घूम ले
आके मेरे गालों को चूम ले
सन सनानन सांय सांय हो रही थी बस में
जादू सा जाग उठा मेरी नस नस में
सन सनानन सांय …

san sanan sāṅy sāṅy
san sanānan sāṅy sāṅy ho rahī thī ret meṅ
ham donoṅ baiṭh gae gehūṅ ke khet meṅ
san sanānan sāṅy sāṅy ho rahī thī gāṅv meṅ
tak tanādhin karne lage pīpal kī chhāṅv meṅ
san sanānan sāṅy …

banke kamān kamar lachke dīvāne yār zarā bachke
aise nā mār gorī jhaṭke merī adā baṛī haṭ ke
koī naśhā hai terī chāl meṅ
bulbul phaṅsī premī ke jāl meṅ
san sanānan sāṅy sāṅy ho rahī thī bāg meṅ
ham donoṅ jalne lage chāhat kī āg meṅ
san sanānan sāṅy …

rānī kamāl terā kaṅgnā har vaqt kar aise taṅg nā
dekhā kahīṅ aisā raṅg nā āūṅgī maiṅ tere saṅg nā
rastā galī chaubārā ghūm le
āke mere gāloṅ ko chūm le
san sanānan sāṅy sāṅy ho rahī thī bas meṅ
jādū sā jāg uṭhā merī nas nas meṅ
san sanānan sāṅy …