Samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil men rakhaa hai

समझकर चाँद जिसको आसमां ने दिल में रखा है
Work
Year
Language

समझकर चाँद जिसको आसमां ने दिल में रखा है
मेरे महबूब की टूटी हुई चूड़ी का टुकड़ा है
समझकर चाँद जिसको …

मेरी नज़रों से देखो तो वो मेरे दिल का टुकड़ा है

तेरे मेहंदी लगे हाथों में जब चूड़ी खनकती है
तो इस गोरी कलाई में ये दिल बनके धड़कती है
ये दिल बनके धड़कती है
ये चूड़ी आशिक़ों को प्यार के नग्में सुनाती है
सुहानी रात की खामोशियों में हीर गाती है
ये चूड़ी हीर गाती है
ज़मीं पर जो उतर आया ये वो जन्नत का नग़्मा है
समझकर चाँद जिसको …

मेरे महबूब जैसा इस ज़माने में नहीं कोई
दिया लेकर भी ढूंढों तो नहीं ऐसा हसीं कोई
नहीं ऐसा हसीं कोई
कभी टूटे से टूटे न हमारे प्यार की डोरी
तेरी चाहत ही बस मेरे लिए अनमोल है गोरी
अनमोल है गोरी
जुदा हम तुम नहीं होंगे हमारा तुमसे वादा है
समझकर चाँद जिसको …

samajhkar chāṇd jisko āsmāṅ ne dil meṅ rakhā hai
mere mahbūb kī ṭūṭī huī chūṛī kā ṭukaṛā hai
samajhkar chāṇd jisko …

merī nazroṅ se dekho to vo mere dil kā ṭukaṛā hai

tere mehaṅdī lage hāthoṅ meṅ jab chūṛī khanaktī hai
to is gorī kalāī meṅ ye dil banke dhaṛaktī hai
ye dil banke dhaṛaktī hai
ye chūṛī āśhiqoṅ ko pyār ke nagmeṅ sunātī hai
suhānī rāt kī khāmośhiyoṅ meṅ hīr gātī hai
ye chūṛī hīr gātī hai
zamīṅ par jo utar āyā ye vo jannat kā naġhmā hai
samajhkar chāṇd jisko …

mere mahbūb jaisā is zamāne meṅ nahīṅ koī
diyā lekar bhī ḍhūṅḍhoṅ to nahīṅ aisā hasīṅ koī
nahīṅ aisā hasīṅ koī
kabhī ṭūṭe se ṭūṭe na hamāre pyār kī ḍorī
terī chāhat hī bas mere lie anmol hai gorī
anmol hai gorī
judā ham tum nahīṅ hoṅge hamārā tumse vādā hai
samajhkar chāṇd jisko …