Samaa ye suhaanaa, akele tum ho akele ham hain

समा ये सुहाना, अकेले तुम हो अकेले हम हैं
Work
Year
Language

समा ये सुहाना, अकेले तुम हो अकेले हम हैं
कोई किसी का दीवाना, दीवाने तुम हो दीवाने हम हैं

सजायी है हमने ख़्वाबों की महफ़िल
हमें मिल गयी है मुहब्बत की मंज़िल
कोई …

ये चाहत का मौसम महकता महकता
ये मस्ती का आलम बहकता बहकता
कोई …

samā ye suhānā, akele tum ho akele ham haiṅ
koī kisī kā dīvānā, dīvāne tum ho dīvāne ham haiṅ

sajāyī hai hamne khvāboṅ kī mahafil
hameṅ mil gayī hai muhabbat kī maṅzil
koī …

ye chāhat kā mausam mahaktā mahaktā
ye mastī kā ālam bahaktā bahaktā
koī …