पंजाबी कुड़ी मारे झटके ... पंजाबी मुंडा मारे झटके
देखो जी देखो दिल मेरा धड़के शोला सा कोई आँखों में फड़के
नींद चुराए होश उड़ाए इसकी अदाएं बड़ी हट के
पंजाबी कुड़ी मारे झटके
देखो जी देखो कैसे अकड़ के बातें करे मेरी बाहें पकड़ के
मुझको सताए नैना लड़ाए छेड़े मुझे ज़िद करके
पंजाबी मुंडा मारे झटके
दांतों के नीचे उंगली दबा के दीवाना कर दे ये मुस्कुरा के
मेरी अदा में क्यों ऐसे मरता मेरे लिए क्यों आहें है भरता
गाल गुलाबी चाल शराबी देखूं इसे तो आँख फड़के
पंजाबी कुड़ी मारे झटके …
हथ लगा ना दिलबरजानी नादान समझ ना मैं हूँ सयानी
मिर्ची के जैसी बोली ये बोले ऐसे चले जैसे नागिन डोले
पागल बड़ा है पीछे पड़ा है ताने कसें सब लड़के
पंजाबी मुंडा मारे झटके …
dekho jī dekho dil merā dhaṛke śholā sā koī āṇkhoṅ meṅ phaṛke
nīṅd churāe hośh uṛāe iskī adāeṅ baṛī haṭ ke
paṅjābī kuṛī māre jhaṭke
dekho jī dekho kaise akaṛ ke bāteṅ kare merī bāheṅ pakaṛ ke
mujhko satāe nainā laṛāe chheṛe mujhe zid karke
paṅjābī muṅḍā māre jhaṭke
dāṅtoṅ ke nīche uṅglī dabā ke dīvānā kar de ye muskurā ke
merī adā meṅ kyoṅ aise martā mere lie kyoṅ āheṅ hai bhartā
gāl gulābī chāl śharābī dekhūṅ ise to āṇkh phaṛke
paṅjābī kuṛī māre jhaṭke …
hath lagā nā dilbarjānī nādān samajh nā maiṅ hūṇ sayānī
mirchī ke jaisī bolī ye bole aise chale jaise nāgin ḍole
pāgal baṛā hai pīchhe paṛā hai tāne kaseṅ sab laṛke
paṅjābī muṅḍā māre jhaṭke …