Title (Indic)सीमा सीमा सीमा सहने की भी है कोई सीमा WorkSalaakhen Year1975 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ravindra Jain Performer Asha Bhosle Performer Kishore Kumar LyricsHindiसीमा सीमा सीमा सहने की भी है कोई सीमा सीमा पे सिपाही बैठा है ज़रा बोल धीमा धीमा 1) कुछ लोग यहाँ पर लेते हैं कानों का नज़र से काम नादान तू दीवानों की तरह क्यूँ लेता है मेरा नाम सीमा ओ सीमा ओ सीमा धीरज की भी है कोई सीमा बेहतर है कि हम तुम करवा लें अब चल कर अपना बीमा सीमा … 2) तुम सर से लेकर पाँव तलक लगती हो मुझे ??? रात अंजान पे भी ज़रा रखना नज़र फिर करना कोई आघात सीमा सीमा सीमा चुप रहने की है कोई सीमा कोइ भेद अगर खुल जाए कहीं तो बन जाएगा कीमा, सीमा … Englishsīmā sīmā sīmā sahne kī bhī hai koī sīmā sīmā pe sipāhī baiṭhā hai zarā bol dhīmā dhīmā 1) kuchh log yahāṇ par lete haiṅ kānoṅ kā nazar se kām nādān tū dīvānoṅ kī tarah kyūṇ letā hai merā nām sīmā o sīmā o sīmā dhīraj kī bhī hai koī sīmā behtar hai ki ham tum karvā leṅ ab chal kar apnā bīmā sīmā … 2) tum sar se lekar pāṇv talak lagtī ho mujhe ??? rāt aṅjān pe bhī zarā rakhnā nazar phir karnā koī āghāt sīmā sīmā sīmā chup rahne kī hai koī sīmā koi bhed agar khul jāe kahīṅ to ban jāegā kīmā, sīmā …