Sajnee tere bin naa kabhee rahnaa

सजनी तेरे बिन ना कभी रहना
Work
Year
Language

सजनी तेरे बिन ना कभी रहना
सजना तू मेरे तन का गहना
सजनी तेरे बिन …

तेरी खुश्बू चुरा के मन का मधुबन खिला है
तेरी साँसों को छू के मुझको जीवन मिला है
तेरी पलकों की छांव में मेरे सपनों का घर है
तेरे रंग में रंगी है ये जो मेरी चुनर है
कंगना प्रीत का मैने पहना
सजनी तेरे बिन …

सात फेरे लगा के बंध गए हम वचन से
अपना रिश्ता वही है धरती का जो गगन से
मैं रिझाऊंगी हर घड़ी तुझको सोलह सिंगार से
रूठ जाएगी तू अगर मैं मना लूंगा प्यार से
सुन्दरी मानूंगा मैं तेरा कहना
सजना तू मेरे …

sajnī tere bin nā kabhī rahnā
sajnā tū mere tan kā gahnā
sajnī tere bin …

terī khuśhbū churā ke man kā madhuban khilā hai
terī sāṇsoṅ ko chhū ke mujhko jīvan milā hai
terī palkoṅ kī chhāṅv meṅ mere sapnoṅ kā ghar hai
tere raṅg meṅ raṅgī hai ye jo merī chunar hai
kaṅgnā prīt kā maine pahnā
sajnī tere bin …

sāt phere lagā ke baṅdh gae ham vachan se
apnā riśhtā vahī hai dhartī kā jo gagan se
maiṅ rijhāūṅgī har ghaṛī tujhko solah siṅgār se
rūṭh jāegī tū agar maiṅ manā lūṅgā pyār se
sundrī mānūṅgā maiṅ terā kahnā
sajnā tū mere …