Title (Indic)साजन साजन पुकारूँ गलियों में WorkSajan Year1969 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Performer Mohammad Rafi Writer Anand Bakshi LyricsHindiसाजन साजन पुकारूँ गलियों में कभी फूलों में ढूँढूँ कभी कलियों में साजन साजन … ऐसे रूठा है बेदर्दी कहा ना माने मेरे जी की मेरी जाँ की क़दर ना जाने मैं उसी ज़ुल्मी के नैना मस्ताने कभी फूलों में … बुलबुल समझे है फूलों का दिल मस्ताना भँवरे समझे हैं कलियों से मेरा याराना मैं तो अपना रूठा साजन दीवाना कभी फूलों में … मुझसे कहती है पर्वत पे काली घटा छा-छा के हो रामा हँसती है पूरब से हवा आ-आ के वो छुपा है दिल में और मैं जा-जा के कभी फूलों में … Englishsājan sājan pukārūṇ galiyoṅ meṅ kabhī phūloṅ meṅ ḍhūṇḍhūṇ kabhī kaliyoṅ meṅ sājan sājan … aise rūṭhā hai bedardī kahā nā māne mere jī kī merī jāṇ kī qadar nā jāne maiṅ usī zulmī ke nainā mastāne kabhī phūloṅ meṅ … bulbul samjhe hai phūloṅ kā dil mastānā bhṇvre samjhe haiṅ kaliyoṅ se merā yārānā maiṅ to apnā rūṭhā sājan dīvānā kabhī phūloṅ meṅ … mujhse kahtī hai parvat pe kālī ghaṭā chhā-chhā ke ho rāmā hṇstī hai pūrab se havā ā-ā ke vo chhupā hai dil meṅ aur maiṅ jā-jā ke kabhī phūloṅ meṅ …