सैयाँ से बिछड़ गई हो मोरे राम्
अ: सैयाँ से बिछड़ गई हो मोरे राम -3
सा: मेरी दुनिया उजड़ गई हो मोरे राम -3
अ: जीवन के दिन कैसे बिताऊँ हाय कैसे बिताऊँ
दिल पे जो बीते कह भी न पाऊँ हाय कह भी न पाऊँ
मैं तो मुशकिल में पड़ गई हो मोरे राम
सा: मेरी दुनिया उजड़ गई हो मोरे राम -2
न हम उनके न वो हमारे हाय न वो हमारे
रात को रो-रो दिल ये पुकारे
चाँदनी रुत किधर गई हो मोरे राम
अ: सैयाँ से बिछड़ गई हो मोरे राम -2
बिरहा के दुख मुझसे उठे न हाय मुझसे उठे न
हाय सजनवा मेरे हुये न हाय मेरे हुये न
दिल दे के मैं मर गई हो मोरे राम
सा: मेरी दुनिया उजड़ गई हो मोरे राम -2
प्यार बना था जिसका खेवैया हाय जिसका खेवैया
डूब रही है आज वो नइया
मेरी क़िसमत बिगड़ गई हो मोरे राम
अ: सैयाँ से बिछड़ गई हो मोरे राम -2
a: saiyāṇ se bichhaṛ gaī ho more rām -3
sā: merī duniyā ujaṛ gaī ho more rām -3
a: jīvan ke din kaise bitāūṇ hāy kaise bitāūṇ
dil pe jo bīte kah bhī na pāūṇ hāy kah bhī na pāūṇ
maiṅ to muśhkil meṅ paṛ gaī ho more rām
sā: merī duniyā ujaṛ gaī ho more rām -2
na ham unke na vo hamāre hāy na vo hamāre
rāt ko ro-ro dil ye pukāre
chāṇdnī rut kidhar gaī ho more rām
a: saiyāṇ se bichhaṛ gaī ho more rām -2
birhā ke dukh mujhse uṭhe na hāy mujhse uṭhe na
hāy sajanvā mere huye na hāy mere huye na
dil de ke maiṅ mar gaī ho more rām
sā: merī duniyā ujaṛ gaī ho more rām -2
pyār banā thā jiskā khevaiyā hāy jiskā khevaiyā
ḍūb rahī hai āj vo naiyā
merī qismat bigaṛ gaī ho more rām
a: saiyāṇ se bichhaṛ gaī ho more rām -2