सैंया ने जो तेरी पकड़ी न बइयां
सैंया मोरे सैंया बइयां पकड़ो ना बइयां सैंया रे
हे सैंया ने जो तेरी पकड़ी न बइयां तो कह दे तू क्या क्या करेगी
सैंया ने जो मेरी पकड़ी न बइयां तो सुन लो मैं क्या क्या करूंगी
क्या क्या करेगी
अंगना में कुंइया है कुंइया में पानी है पानी में डूब मरूंगी
हे सैंया ने जो तेरी …
चौके में चूल्हा है चुल्हे में अग्नि है अग्नि में जल के मरूंगी
बागों में पीपल है पीपल पे रस्सी है रस्सी पे फांसी चढ़ूंगी
ये प्यारी सी गुड़िया है या है धमाका
है जादू की पुड़िया या है ये पटाखा
कमर इसकी नाज़ुक और तिरछी अदाएं
उमर के ये जलवे दीवाना बनाएं
सोणी सोणी कुड़ी
आपे ले जाणगे
जिनां नूं लगे प्यारी
आपे ले जाणगे
ओए बल्ले या
हे सैंया ने जो तेरी …
station पे पटरी है पटरी पे गाड़ी है गाड़ी से कट के मरूंगी
पल्लू में शीशी है शीशी में ज़हर है ज़हर मैं पी के मरूंगी
हे सैंया ने जो तेरी …
झूमरी तलैया में पानी की टंकी है टंकी में कूद मरूंगी
हाय उंगली में छल्ला है छल्ले में हीरा है हीरा मैं खा के मरूंगी
चक दे फ़ट्टे तू बल्ले बल्ले ओए
तू नच के दिखा ज़रा हौले हौले ओए
मरता हूँ मैं भी हँसी पे तुम्हारी ओए
मैं भी हूँ कुंवारा तू भी है कुंवारी ओए
सोणी सोणी कुड़ी आपे ले जाणगे
जिनां नूं लग्गे प्यारी आपे ले जाणगे
जिन्नां नूं लग्गे प्यारी आप्पे ले जाणगे
ओ बल्ले या
धमकी से तेरी जो वो ना डरा तो
मानेगा जो ना वो तेरा कहा तो
फिर भी जो ज़िद पे ही अड़ा रहा तो
कह दे तू क्या क्या करेगी
सैंया ने जो तेरी …
क्या क्या करेगी
बनके दुल्हनिया मैं बैठके डोली में घर जाके उसके रहूंगी
saiṅyā more saiṅyā baiyāṅ pakaṛo nā baiyāṅ saiṅyā re
he saiṅyā ne jo terī pakaṛī na baiyāṅ to kah de tū kyā kyā karegī
saiṅyā ne jo merī pakaṛī na baiyāṅ to sun lo maiṅ kyā kyā karūṅgī
kyā kyā karegī
aṅgnā meṅ kuṅiyā hai kuṅiyā meṅ pānī hai pānī meṅ ḍūb marūṅgī
he saiṅyā ne jo terī …
chauke meṅ chūlhā hai chulhe meṅ agni hai agni meṅ jal ke marūṅgī
bāgoṅ meṅ pīpal hai pīpal pe rassī hai rassī pe phāṅsī chaṛhūṅgī
ye pyārī sī guṛiyā hai yā hai dhamākā
hai jādū kī puṛiyā yā hai ye paṭākhā
kamar iskī nāzuk aur tirchhī adāeṅ
umar ke ye jalve dīvānā banāeṅ
soṇī soṇī kuṛī
āpe le jāṇge
jināṅ nūṅ lage pyārī
āpe le jāṇge
oe balle yā
he saiṅyā ne jo terī …
station pe paṭrī hai paṭrī pe gāṛī hai gāṛī se kaṭ ke marūṅgī
pallū meṅ śhīśhī hai śhīśhī meṅ zahar hai zahar maiṅ pī ke marūṅgī
he saiṅyā ne jo terī …
jhūmrī talaiyā meṅ pānī kī ṭaṅkī hai ṭaṅkī meṅ kūd marūṅgī
hāy uṅglī meṅ chhallā hai chhalle meṅ hīrā hai hīrā maiṅ khā ke marūṅgī
chak de faṭṭe tū balle balle oe
tū nach ke dikhā zarā haule haule oe
martā hūṇ maiṅ bhī hṇsī pe tumhārī oe
maiṅ bhī hūṇ kuṅvārā tū bhī hai kuṅvārī oe
soṇī soṇī kuṛī āpe le jāṇge
jināṅ nūṅ lagge pyārī āpe le jāṇge
jinnāṅ nūṅ lagge pyārī āppe le jāṇge
o balle yā
dhamkī se terī jo vo nā ḍarā to
mānegā jo nā vo terā kahā to
phir bhī jo zid pe hī aṛā rahā to
kah de tū kyā kyā karegī
saiṅyā ne jo terī …
kyā kyā karegī
banke dulhniyā maiṅ baiṭhke ḍolī meṅ ghar jāke uske rahūṅgī