सच्ची सच्ची बात कहता हूँ ... एक दिन तेरा धीरे से दरवाज़ा खोलूंगा
सच्ची सच्ची बात कहता हूँ मैं
झूठ न बोलूंगा ना झूठ बोलूंगा
एक दिन तेरा धीरे से दरवाज़ा खोलूंगा -2
है खेल मिलन का सारी सारी रात खेलूंगा
एक दिन तेरा धीरे से …
अरे वाह रे वाह तेरी exercise रे
आगे पीछे दाएं बाएं
बाकी टाए टाएं फिस्स अरे हिस्स
नाज़ुक लड़की भारी वर्जिश है ना टेढ़ी खीर
नाच न आए आंगन टेढ़ा कह गए दास कबीर
मुझको मौक़ा दे मैं ख़ूब सम्भालूंगा
एक दिन तेरा धीरे से …
game के सारे पन्द्रह point
आगे टाए टाएं फिस्स अरे फ़िस्स
यूं होता तो तो खेल होता देखने क़ाबिल
बल्ला तेरी बाहें shuttle cock मेरा दिल
फिर तो मैं भी हार का बदला गिन गिन कर लूंगा
एक दिन तेरा धीरे से …
अरे हिस्स ये भी कोई घोड़ी है निगोड़ी
बहुत चले तो दुलकी भागे
आगे टाए टाएं फिस्स अरे फ़िस्स
अरे छोड़ो भी ये नन्हीं घोड़ी ख़ाक़ दौड़ेगी
दो गज़ दौड़ेगी दस बार पसीना छोड़ेगी
मुझ पर बैठो तुमको लेके सरपट दौड़ूंगा
एक दिन तेरा धीरे से …
sachchī sachchī bāt kahtā hūṇ maiṅ
jhūṭh na bolūṅgā nā jhūṭh bolūṅgā
ek din terā dhīre se darvāzā kholūṅgā -2
hai khel milan kā sārī sārī rāt khelūṅgā
ek din terā dhīre se …
are vāh re vāh terī exercise re
āge pīchhe dāeṅ bāeṅ
bākī ṭāe ṭāeṅ phiss are hiss
nāzuk laṛkī bhārī varjiśh hai nā ṭeṛhī khīr
nāch na āe āṅgan ṭeṛhā kah gae dās kabīr
mujhko mauqā de maiṅ khūb sambhālūṅgā
ek din terā dhīre se …
game ke sāre pandrah point
āge ṭāe ṭāeṅ phiss are fiss
yūṅ hotā to to khel hotā dekhne qābil
ballā terī bāheṅ shuttle cock merā dil
phir to maiṅ bhī hār kā badlā gin gin kar lūṅgā
ek din terā dhīre se …
are hiss ye bhī koī ghoṛī hai nigoṛī
bahut chale to dulkī bhāge
āge ṭāe ṭāeṅ phiss are fiss
are chhoṛo bhī ye nanhīṅ ghoṛī khāq dauṛegī
do gaz dauṛegī das bār pasīnā chhoṛegī
mujh par baiṭho tumko leke sarpaṭ dauṛūṅgā
ek din terā dhīre se …