सच मेरे यार है, बस वही प्यार है
सच मेरे यार है, बस वही प्यार है
जिसके बदले में कोई तो प्यार दे
बाक़ी बेकार है, यार मेरे …
जिस हाथ में इक हाथ है
उस हाथ की क्या बात है
क्या मंज़िलें, क्या फ़ासले
इक हमसफ़र गर साथ है
जिसकी क़िसमत कोई यूँ सँवार दे
वो ही दिलदार है, यार मेरे …
झूमे ज़मीं, झूमे गगन
तेरे लिये हो के मगन
खिलते रहें खुशियाँ तेरी
महका रहे दिल का चमन
ज़िंदगी तुझको ऐसी बहार दे
दिल की पुकार है, यार मेरे …
सुनते थेम हम, ये ज़िंदगी
ग़म और खुशी का मेल है
हमको मगर आया नज़र
ये ज़िंदगी वो खेल है
कोई सब जीते सब कोई हार दे
अपनी तो हार है, यार मेरे …
sach mere yār hai, bas vahī pyār hai
jiske badle meṅ koī to pyār de
bāqī bekār hai, yār mere …
jis hāth meṅ ik hāth hai
us hāth kī kyā bāt hai
kyā maṅzileṅ, kyā fāsle
ik hamasafar gar sāth hai
jiskī qismat koī yūṇ sṇvār de
vo hī dildār hai, yār mere …
jhūme zamīṅ, jhūme gagan
tere liye ho ke magan
khilte raheṅ khuśhiyāṇ terī
mahkā rahe dil kā chaman
ziṅdgī tujhko aisī bahār de
dil kī pukār hai, yār mere …
sunte them ham, ye ziṅdgī
ġham aur khuśhī kā mel hai
hamko magar āyā nazar
ye ziṅdgī vo khel hai
koī sab jīte sab koī hār de
apnī to hār hai, yār mere …