सबसे कहते हैं ... ओ जट्टा आई बैसाखी
सबसे कहते हैं ये घायल हाथ ये टूटी टांग हम दे सकते हैं
जानें हम क्या लोगों से माँगें -2
जो औरों पे मर सकते हैं वो अपनी मदद कर सकते हैं
तुम हम पे मत एहसान करो ये धन-दौलत न दान करो
हम तो नौकर सरकार के हैं बस भूखे प्यार के हैं
हम में कोई लाचार नहीं हम आशिक़ हैं बीमार नहीं
सब भाषण उसके याद कर ले पहले उस दिन को याद कर ले
जब जंग छिड़े बारूद फटे सब अपने घरों में सोए रहे
हम जागे खड़े करने सबकी राखी
ओ जट्टा आई बैसाखी
गाँव में जब मेला लागे होती ख़ूब कबड्डी
बड़े-बड़े को मैं गिरा देता मार के अड्डी
कबड्डी -4
जब मैं गुज़रता बाज़ारों से सब झाँकते चौबारों से
इक कुड़ी इशारे करती सी वो मेरे चलन पे मरती सी
वो रह गई बस आहें भरती पिंड छोड़ के हम हो गए भरती
दिखला ज़ोर जवानी का शौक़ हमें क़ुर्बानी का
हम आए इन्हीं उम्मीदों में करें अपना नाम शहीदों में
जब दिल की लगी आया मौक़ा दुश्मन ने दिया बड़ा धोखा
दिल के बदले पाँव पे गोली मारी
कि सवालों की हाय जहाँ आई सी
ओ जट्टा आई …
आज भी हम तेरी चाल पे हम क़ुर्बान वतन दे शेरा
हम बिक जाएँ फिर भी तेरा कर्ज़ा चुका न पाएँ तेरा
तूने अपना फ़र्ज़ निभाया अपना फ़र्ज़ बाकी
ओ जट्टा आई …
sabse kahte haiṅ ye ghāyal hāth ye ṭūṭī ṭāṅg ham de sakte haiṅ
jāneṅ ham kyā logoṅ se māṇgeṅ -2
jo auroṅ pe mar sakte haiṅ vo apnī madad kar sakte haiṅ
tum ham pe mat ehsān karo ye dhan-daulat na dān karo
ham to naukar sarkār ke haiṅ bas bhūkhe pyār ke haiṅ
ham meṅ koī lāchār nahīṅ ham āśhiq haiṅ bīmār nahīṅ
sab bhāṣhaṇ uske yād kar le pahle us din ko yād kar le
jab jaṅg chhiṛe bārūd phaṭe sab apne gharoṅ meṅ soe rahe
ham jāge khaṛe karne sabkī rākhī
o jaṭṭā āī baisākhī
gāṇv meṅ jab melā lāge hotī khūb kabaḍḍī
baṛe-baṛe ko maiṅ girā detā mār ke aḍḍī
kabaḍḍī -4
jab maiṅ guzartā bāzāroṅ se sab jhāṇkte chaubāroṅ se
ik kuṛī iśhāre kartī sī vo mere chalan pe martī sī
vo rah gaī bas āheṅ bhartī piṅḍ chhoṛ ke ham ho gae bhartī
dikhlā zor javānī kā śhauq hameṅ qurbānī kā
ham āe inhīṅ ummīdoṅ meṅ kareṅ apnā nām śhahīdoṅ meṅ
jab dil kī lagī āyā mauqā duśhman ne diyā baṛā dhokhā
dil ke badle pāṇv pe golī mārī
ki savāloṅ kī hāy jahāṇ āī sī
o jaṭṭā āī …
āj bhī ham terī chāl pe ham qurbān vatan de śherā
ham bik jāeṇ phir bhī terā karzā chukā na pāeṇ terā
tūne apnā farz nibhāyā apnā farz bākī
o jaṭṭā āī …