ज़हर है कि प्यार है तेरा चुम्मा
ज़हर है कि प्यार है तेरा चुम्मा कैसा ये खुमार है तेरा चुम्मा -2
मैने देखा नहीं तेरे जैसा कहीं तुझको मेरे सर की कसम
ज़हर है कि प्यार है …
तू न मुझे डंसती चढ़ती ना मस्ती
जान-ए-मन वरना क्या है तेरी हस्ती
ये मेरी आशिक़ी कम न होगी कभी क़ायम है जब तक ये दम
ज़हर है कि प्यार है …
प्यार का नशा है दर्द-ए-जिगर से
देख मुझे जानम दिल की नज़र से
ये मेरी बेखुदी और बढ़ने लगी बहक जाएंगे कदम
ज़हर है कि प्यार है …
तू है शिकारी मैं हूँ निशाना
मुझे बर्फ़ीली आग में जलाना
देख ले बेखबर प्यार का ये असर घुटने लगा मेरा दम
ज़हर है कि प्यार है …
zahar hai ki pyār hai terā chummā kaisā ye khumār hai terā chummā -2
maine dekhā nahīṅ tere jaisā kahīṅ tujhko mere sar kī kasam
zahar hai ki pyār hai …
tū na mujhe ḍaṅstī chaṛhtī nā mastī
jān-e-man varnā kyā hai terī hastī
ye merī āśhiqī kam na hogī kabhī qāyam hai jab tak ye dam
zahar hai ki pyār hai …
pyār kā naśhā hai dard-e-jigar se
dekh mujhe jānam dil kī nazar se
ye merī bekhudī aur baṛhne lagī bahak jāeṅge kadam
zahar hai ki pyār hai …
tū hai śhikārī maiṅ hūṇ niśhānā
mujhe barfīlī āg meṅ jalānā
dekh le bekhabar pyār kā ye asar ghuṭne lagā merā dam
zahar hai ki pyār hai …