सब ठाठ पड़ा रह जावेगा जब लाद चलेगा
सब ठाठ पड़ा रह जावेगा जब लाद चलेगा बंजारा
धन तेरे काम न आयेगा जब लाद चलेगा बंजारा
जो पाया है वो बांट के खा कंगाल न कर कंगाल न हो
जो सबका हाल किया तूने एक रोज़ वो तेरा हाल न हो
इस हाथ दे दे उस हाथ ले ले हो जावे सुखी ये जग सारा
सब ठाठ पड़ा रह …
क्या कोठा-कोठी क्या बंगला ये दुनिया रैन-बसेरा है
क्यूँ झगड़ा तेरे-मेरे का कुछ तेरा है न मेरा है
सुन कुछ भी साथ न जावेगा जब कूच का बाजे नक्कारा
सब ठाठ पड़ा रह …
इक बन्दा मालिक बन बैठा हर बन्दे की क़िस्मत फूटी
था इतना मोह ख़ज़ाने का दो हाथों से दुनिया लूटी
थे दोनों हाथ मगर खाली जो उठा सिकन्दर बेचारा
सब ठाठ पड़ा रह …
sab ṭhāṭh paṛā rah jāvegā jab lād chalegā baṅjārā
dhan tere kām na āyegā jab lād chalegā baṅjārā
jo pāyā hai vo bāṅṭ ke khā kaṅgāl na kar kaṅgāl na ho
jo sabkā hāl kiyā tūne ek roz vo terā hāl na ho
is hāth de de us hāth le le ho jāve sukhī ye jag sārā
sab ṭhāṭh paṛā rah …
kyā koṭhā-koṭhī kyā baṅglā ye duniyā rain-baserā hai
kyūṇ jhagaṛā tere-mere kā kuchh terā hai na merā hai
sun kuchh bhī sāth na jāvegā jab kūch kā bāje nakkārā
sab ṭhāṭh paṛā rah …
ik bandā mālik ban baiṭhā har bande kī qismat phūṭī
thā itnā moh khazāne kā do hāthoṅ se duniyā lūṭī
the donoṅ hāth magar khālī jo uṭhā sikandar bechārā
sab ṭhāṭh paṛā rah …