सब जवाँ सब हसीं कोई तुमसा नहीं
सब जवाँ सब हसीं कोई तुमसा नहीं -2
हो गए जिसके हम वो तुम्हीं हो तुम्हीं
सब जवाँ सब हसीं …
देखा जो तुम्हें महसूस हुआ पहचान है अपनी मुद्दत से
ख़्वाबों में बसी थी जो सूरत मिलती है तुम्हारी मूरत से -2
सब जवाँ सब हसीं …
रस्ता भी मिले मंज़िल भी मिले जब साथ चले दीवाने दो
या हाथ पकड़ लो बढ़के तुम्हीं या मुझको क़रीब आ जाने दो
ये सितम कब तलक़ तुम कहीं हम कहीं
सब जवाँ सब हसीं …
कुछ जान के भी धोखा खाया कुछ देखे उनके इशारे भी
लो आस की बदली में चमके उम्मीद के चाँद सितारे भी
हो गई आज पूरी दिल की कमीं
सब जवाँ सब हसीं …
sab javāṇ sab hasīṅ koī tumsā nahīṅ -2
ho gae jiske ham vo tumhīṅ ho tumhīṅ
sab javāṇ sab hasīṅ …
dekhā jo tumheṅ mahsūs huā pahchān hai apnī muddat se
khvāboṅ meṅ basī thī jo sūrat miltī hai tumhārī mūrat se -2
sab javāṇ sab hasīṅ …
rastā bhī mile maṅzil bhī mile jab sāth chale dīvāne do
yā hāth pakaṛ lo baṛhke tumhīṅ yā mujhko qarīb ā jāne do
ye sitam kab talaq tum kahīṅ ham kahīṅ
sab javāṇ sab hasīṅ …
kuchh jān ke bhī dhokhā khāyā kuchh dekhe unke iśhāre bhī
lo ās kī badlī meṅ chamke ummīd ke chāṇd sitāre bhī
ho gaī āj pūrī dil kī kamīṅ
sab javāṇ sab hasīṅ …