Title (Indic)आज हम रौशन करेंगे प्रेम के लाखों दिये WorkSaaz Year1997 LanguageHindi Credits Role Artist Music RajKamal Performer Devaki Pandit Writer Javed Akhtar LyricsHindiलहराया तिरंगा मन के हिमालय से उतरी है नये उजाले की गंगा लहराया तिरंगा आज हम रौशन करेंगे प्रेम के लाखों दिये आज से हम सब रहेंगे प्यार का अमृत पिये आज से हम सब जियेंगे एक दूजे के लिये क़सम खाते हैं ये हम हमेशा ही रहेगा जो होगा आज संगम क़सम खाते हैं ये हम आज हम रौशन करेंगे … आज से हर डाल पर कलियाँ खिलेंगी प्यार की आज से होगी दिलों में बात इस इक़रार की आज से दीवार नफ़रत की न उठने पायेगी आज से बस आवाज़ यही आयेगी आज हम रौशन करेंगे … आज से आने न देंगे हम दिलों में दूरियाँ आज से हमको मिटाने हैं ग़म और मजबूरियाँ आज से लायेंगे हर जीवन में इक मुसकान हम आज से ऐसा बनायेंगे ये हिन्दुस्तान हम आज हम रौशन करेंगे … Englishlahrāyā tiraṅgā man ke himālay se utrī hai naye ujāle kī gaṅgā lahrāyā tiraṅgā āj ham rauśhan kareṅge prem ke lākhoṅ diye āj se ham sab raheṅge pyār kā amṛt piye āj se ham sab jiyeṅge ek dūje ke liye qasam khāte haiṅ ye ham hameśhā hī rahegā jo hogā āj saṅgam qasam khāte haiṅ ye ham āj ham rauśhan kareṅge … āj se har ḍāl par kaliyāṇ khileṅgī pyār kī āj se hogī diloṅ meṅ bāt is iqrār kī āj se dīvār nafrat kī na uṭhne pāyegī āj se bas āvāz yahī āyegī āj ham rauśhan kareṅge … āj se āne na deṅge ham diloṅ meṅ dūriyāṇ āj se hamko miṭāne haiṅ ġham aur majbūriyāṇ āj se lāyeṅge har jīvan meṅ ik muskān ham āj se aisā banāyeṅge ye hindustān ham āj ham rauśhan kareṅge …