सावन की घटाओं मेरे साजन को बुला दो
सावन की घटाओं -3
सावन की घटाओं मेरे साजन को बुला दो -2
सावन की घटाओं
आँसू मेरे ले जाओ ले जा के दिखा दो -2
सावन की घटाओं
कहना के तेरी याद में रोती हैं ये आँखें -2
रोती हुई आँखों से आँखें तो मिला दो -2
सावन की घटाओं
मुरझाने लगीं प्यार की बिखरी हुई कलियाँ -2
बिखरी हुई कलियों का फिर हार बना दो -2
सावन की घटाओं मेरे साजन को बुला दो -2
सावन की घटाओं
sāvan kī ghaṭāoṅ -3
sāvan kī ghaṭāoṅ mere sājan ko bulā do -2
sāvan kī ghaṭāoṅ
āṇsū mere le jāo le jā ke dikhā do -2
sāvan kī ghaṭāoṅ
kahnā ke terī yād meṅ rotī haiṅ ye āṇkheṅ -2
rotī huī āṇkhoṅ se āṇkheṅ to milā do -2
sāvan kī ghaṭāoṅ
murjhāne lagīṅ pyār kī bikhrī huī kaliyāṇ -2
bikhrī huī kaliyoṅ kā phir hār banā do -2
sāvan kī ghaṭāoṅ mere sājan ko bulā do -2
sāvan kī ghaṭāoṅ