Saavan ke jhonkon ne mujhko bulaayaa ... main pardesee ghar vaapas aayaa

सावन के झोंकों ने मुझको बुलाया ... मैं परदेसी घर वापस आया
Year
Language

सावन के झोंकों ने मुझको बुलाया
सावन के झूलों ने मुझको बुलाया
मैं परदेसी घर वापस आया
काँटों ने फूलों ने मुझको बुलाया
मैं परदेसी घर वापस आया

याद बड़ी एक मीठी आई
उड़ के ज़रा सी मिट्टी आई
नाम मेरे एक ( चिट्ठी आई) -2
जिसने मेरे दिल को धड़काया
मैं परदेसी घर वापस …

सपनों में आई एक हसीना
नींद चुराई मेरा चैन भी छीना
कर दिया मुश्किल मेरा जीना
याद जो आया उसकी ज़ुल्फ़ों का साया
मैं परदेसी घर वापस …

कैसी अनोखी ये प्रेम कहानी
अनसुनी अनदेखी अनजानी
ओ मेरे सपनों की रानी
होंठों पे तेरे मेरा नाम जो आया
मैं परदेसी घर वापस …

sāvan ke jhoṅkoṅ ne mujhko bulāyā
sāvan ke jhūloṅ ne mujhko bulāyā
maiṅ pardesī ghar vāpas āyā
kāṇṭoṅ ne phūloṅ ne mujhko bulāyā
maiṅ pardesī ghar vāpas āyā

yād baṛī ek mīṭhī āī
uṛ ke zarā sī miṭṭī āī
nām mere ek ( chiṭṭhī āī) -2
jisne mere dil ko dhaṛkāyā
maiṅ pardesī ghar vāpas …

sapnoṅ meṅ āī ek hasīnā
nīṅd churāī merā chain bhī chhīnā
kar diyā muśhkil merā jīnā
yād jo āyā uskī zulfoṅ kā sāyā
maiṅ pardesī ghar vāpas …

kaisī anokhī ye prem kahānī
ansunī andekhī anjānī
o mere sapnoṅ kī rānī
hoṅṭhoṅ pe tere merā nām jo āyā
maiṅ pardesī ghar vāpas …