सावन का महीना आया है ... वे माहिया बुझा दे प्यास जिया की
सावन का महीना आया है घटा से बरसा है पानी
वे माहिया बुझा दे प्यास जिया की हो
ऐसे में तूने जो छुआ मेरी भी महकी जवानी
वे माहिया बुझा दे …
तेरे हुस्न शबाब की बात हुई या मदिरा की बरसात हुई
मौसम भी शराबी लगता है मुझे भी चढ़िया नशा है
वे माहिया बुझा दे …
कोई ज़ोर न दिल पे चलता है बारिश में बदन मेरा जलता है
बूंदों में छुपी है चिंगारी हवा भी सुइयां चुभाये
वे माहिया बुझा दे …
हम मिलते रहे जनम जनम न होंगे जुदा हम मिल के सनम
आ इक दूजे में खो जायें रहे न कोई भी दूरी
वे माहिया बुझा दे …
sāvan kā mahīnā āyā hai ghaṭā se barsā hai pānī
ve māhiyā bujhā de pyās jiyā kī ho
aise meṅ tūne jo chhuā merī bhī mahkī javānī
ve māhiyā bujhā de …
tere husn śhabāb kī bāt huī yā madirā kī barsāt huī
mausam bhī śharābī lagtā hai mujhe bhī chaṛhiyā naśhā hai
ve māhiyā bujhā de …
koī zor na dil pe chaltā hai bāriśh meṅ badan merā jaltā hai
būṅdoṅ meṅ chhupī hai chiṅgārī havā bhī suiyāṅ chubhāye
ve māhiyā bujhā de …
ham milte rahe janam janam na hoṅge judā ham mil ke sanam
ā ik dūje meṅ kho jāyeṅ rahe na koī bhī dūrī
ve māhiyā bujhā de …