Saathee re, tujh bin jiyaa udaas re

साथी रे, तुझ बिन जिया उदास रे
Year
Language

साथी रे साथी रे

तुझ बिन जिया उदास रे
ये कैसी अनबुझ प्यास रे
आजा आजा
साथी रे …

दोनों जहाँ से दूर यहाँ मैं
भटक रही मैं जाने कहाँ मैं
साथी रे …

ना मैं काया, ना मैं छाया
फिर क्‌यों डोले, मन भरमाया मन भरमाया
साथी रे …

प्यार की मैं अनबूझी कहानी
कुछ जानी और कुछ अनजानी
साथी रे …

sāthī re sāthī re

tujh bin jiyā udās re
ye kaisī anbujh pyās re
ājā ājā
sāthī re …

donoṅ jahāṇ se dūr yahāṇ maiṅ
bhaṭak rahī maiṅ jāne kahāṇ maiṅ
sāthī re …

nā maiṅ kāyā, nā maiṅ chhāyā
phir k‌yoṅ ḍole, man bharmāyā man bharmāyā
sāthī re …

pyār kī maiṅ anbūjhī kahānī
kuchh jānī aur kuchh anjānī
sāthī re …