साथी न कोई मंज़िल, दिया है न कोई महफ़िल्
साथी न कोई मंज़िल
दिया है न कोई महफ़िल
चला मुझे लेके ऐ दिल, अकेला कहाँ …
हमदम मिले कोई कहीं
ऐसे नसीब ही नहीं
बेदर्द है ज़मीं दूर आसमाँ …
गलियां हैं अपने देश की
फिर भी हैं जैसे अजनबी
किसको कहे कोई अपना यहाँ …
पत्थर के इनसां मिले
पत्थर के देवता मिले
शीशे का दिल लिये, जाऊँ कहाँ …
sāthī na koī maṅzil
diyā hai na koī mahafil
chalā mujhe leke ai dil, akelā kahāṇ …
hamdam mile koī kahīṅ
aise nasīb hī nahīṅ
bedard hai zamīṅ dūr āsmāṇ …
galiyāṅ haiṅ apne deśh kī
phir bhī haiṅ jaise ajanbī
kisko kahe koī apnā yahāṇ …
patthar ke insāṅ mile
patthar ke devtā mile
śhīśhe kā dil liye, jāūṇ kahāṇ …