साथी मेरे सुन तो ज़रा लेंगे हज़ारों जनम्
साथी मेरे सुन तो ज़रा
हाँ मैं सुन रही हूँ बोलो ना
तुम चुप क्यूं हो गए बोलो बोलो ना
साथी मेरे सुन तो ज़रा लेंगे हज़ारों जनम
होंगे जुदा ना हम तेरी कसम
साथी मेरे सुन तो ज़रा …
तूने मुझे देखा सजन मेरा यौवन खिल गया
मुझे जीवन मिल गया
टूटेगी न जान-ए-चमन अब डोरी प्रीत की
तेरे मेरे गीत की
अब तो जिया बस में नहीं
कसमें नहीं रस्में नहीं
खुशियां लेके फिर आया मौसम
साथी मेरे सुन तो ज़रा …
झिन झना झिन
ऐसा हुआ अपना मिलन जैसे धरती से गगन
जैसे चंदा से किरण
ऐसे मिले हम दो बदन जैसे सावन से घटा
जैसे खुश्बू से हवा
सपने नए सजने लगे
नग़में नए बजने लगे
अब आओ छेड़ें मिल के सरगम
साथी मेरे सुन तो ज़रा …
sāthī mere sun to zarā
hāṇ maiṅ sun rahī hūṇ bolo nā
tum chup kyūṅ ho gae bolo bolo nā
sāthī mere sun to zarā leṅge hazāroṅ janam
hoṅge judā nā ham terī kasam
sāthī mere sun to zarā …
tūne mujhe dekhā sajan merā yauvan khil gayā
mujhe jīvan mil gayā
ṭūṭegī na jān-e-chaman ab ḍorī prīt kī
tere mere gīt kī
ab to jiyā bas meṅ nahīṅ
kasmeṅ nahīṅ rasmeṅ nahīṅ
khuśhiyāṅ leke phir āyā mausam
sāthī mere sun to zarā …
jhin jhanā jhin
aisā huā apnā milan jaise dhartī se gagan
jaise chaṅdā se kiraṇ
aise mile ham do badan jaise sāvan se ghaṭā
jaise khuśhbū se havā
sapne nae sajne lage
naġhmeṅ nae bajne lage
ab āo chheṛeṅ mil ke sargam
sāthī mere sun to zarā …