साथी है अलबेला ... हमें तो है शिकवा मौसम से
साथी है अलबेला फिर भी कोई अकेला
किसी से हम कुछ भी नहीं कहते
हमें तो है शिकवा मौसम से
साथी है अलबेला …
सुनता नहीं ज़माना राही का अफ़साना
रस्ता नया मंज़िल नई तन्हा है दीवाना
किसी को क्या लेना फिर हमसे
हमें तो है शिकवा …
सीने में सुलगाएं शोला सा ये हवाएं
फिर भी अगर दिल से मेरे दामन को वो बचाएं
तो कोई क्यों बिजली बन चमके
हमें तो है शिकवा …
दिल देखिए हमारा मांगा नहीं सहारा
इनको नहीं उनको नहीं तुमको नहीं पुकारा
तो कोई क्यों उलझे थम थम के
हमें तो है शिकवा …
sāthī hai albelā phir bhī koī akelā
kisī se ham kuchh bhī nahīṅ kahte
hameṅ to hai śhikvā mausam se
sāthī hai albelā …
suntā nahīṅ zamānā rāhī kā afsānā
rastā nayā maṅzil naī tanhā hai dīvānā
kisī ko kyā lenā phir hamse
hameṅ to hai śhikvā …
sīne meṅ sulgāeṅ śholā sā ye havāeṅ
phir bhī agar dil se mere dāman ko vo bachāeṅ
to koī kyoṅ bijlī ban chamke
hameṅ to hai śhikvā …
dil dekhie hamārā māṅgā nahīṅ sahārā
inko nahīṅ unko nahīṅ tumko nahīṅ pukārā
to koī kyoṅ uljhe tham tham ke
hameṅ to hai śhikvā …