साथ हो तुम और रात जवाँ, नींद किसे अब चैन कहाँ
साथ हो तुम और रात जवाँ
नींद किसे अब चैन कहाँ
कुछ तो समझ ऐ भोले सनम
कहती है क्या नज़रों की ज़ुबाँ
महकती हवा, छलकती घटा
हमसे ये दिल, सम्भलता नहीं
की मिन्नतें, मनाकर थके
करें क्या ये अब तो, बहलाता नहीं
देख के तुमको, महकने लगा
लो बहकने लगा, हसरतों का जहाँ
हम इस राह पे, मिले इस तरह
के अब उम्र भर, न होंगे जुदा
मेरे साज़-ए-दिल की आवाज़ तुम
मैं कुछ भी नहीं तुम्हारे बिना
आओ चलें हम, जहाँ प्यार से
वो गले मिल रहे, हैं ज़मीं आस्मां
sāth ho tum aur rāt javāṇ
nīṅd kise ab chain kahāṇ
kuchh to samajh ai bhole sanam
kahtī hai kyā nazroṅ kī zubāṇ
mahaktī havā, chhalaktī ghaṭā
hamse ye dil, sambhaltā nahīṅ
kī minnteṅ, manākar thake
kareṅ kyā ye ab to, bahlātā nahīṅ
dekh ke tumko, mahakne lagā
lo bahakne lagā, hasartoṅ kā jahāṇ
ham is rāh pe, mile is tarah
ke ab umr bhar, na hoṅge judā
mere sāz-e-dil kī āvāz tum
maiṅ kuchh bhī nahīṅ tumhāre binā
āo chaleṅ ham, jahāṇ pyār se
vo gale mil rahe, haiṅ zamīṅ āsmāṅ