Saat ajoobe is duniyaa men ... dharam-veer kee joree

सात अजूबे इस दुनिया में ... धरम-वीर की जोड़ी
Year
Language

र: सात अजूबे इस दुनिया में आठवीं अपनी जोड़ी
मु: सात अजूबे इस …
दो: अरे तोड़े से भी टूटे ना ये धरम-वीर की जोड़ी
हो हो हो -3
मु: सात अजूबे इस …
दो: अरे तोड़े से …

र: कोई तुझको दे आवाज़ तो मैं बोलूँ
मु: कोई तुझे पुकारे तो मैं लब खोलूँ
र: क्‌या जीना और क्‌या मर जाना
मु: ऐसा होता है याराना
दो: अरे छोड़ी यारों ने दुनिया पर यार की बाँह न छोड़ी
हो हो हो -3

मु: ये लड़की है या रेशम की डोर है
र: कितना ग़ुस्सा है कितनी मुँहज़ोर है
मु: ढीला छोड़ ना देना हँस के
र: रखना दोस्त लगाम कस के
दो: अरे मुश्किल से काबू में आए थोड़ी ढील जो छोड़ी
हो हो हो -3
र: सात अजूबे इस …
मु: अरे तोड़े से …
को: आ आ आ

र: दुख-सुख के हम साथी हैं ये वादा है
मु: अपना जो कुछ है सब आधा-आधा है
र: जो ये सच्चा वादा है तो सब-कुछ आधा-आधा है तो
अरे रानी माँ से मुझको भी ममता मिल जाए थोड़ी
को: आ आ आ
र: सात अजूबे इस …
मु: सात अजूबे इस …
दो: अरे तोड़े से …
हो हो हो -3
को: आ आ आ

ra: sāt ajūbe is duniyā meṅ āṭhvīṅ apnī joṛī
mu: sāt ajūbe is …
do: are toṛe se bhī ṭūṭe nā ye dharam-vīr kī joṛī
ho ho ho -3
mu: sāt ajūbe is …
do: are toṛe se …

ra: koī tujhko de āvāz to maiṅ bolūṇ
mu: koī tujhe pukāre to maiṅ lab kholūṇ
ra: k‌yā jīnā aur k‌yā mar jānā
mu: aisā hotā hai yārānā
do: are chhoṛī yāroṅ ne duniyā par yār kī bāṇh na chhoṛī
ho ho ho -3

mu: ye laṛkī hai yā reśham kī ḍor hai
ra: kitnā ġhussā hai kitnī muṇhazor hai
mu: ḍhīlā chhoṛ nā denā hṇs ke
ra: rakhnā dost lagām kas ke
do: are muśhkil se kābū meṅ āe thoṛī ḍhīl jo chhoṛī
ho ho ho -3
ra: sāt ajūbe is …
mu: are toṛe se …
ko: ā ā ā

ra: dukh-sukh ke ham sāthī haiṅ ye vādā hai
mu: apnā jo kuchh hai sab ādhā-ādhā hai
ra: jo ye sachchā vādā hai to sab-kuchh ādhā-ādhā hai to
are rānī māṇ se mujhko bhī mamtā mil jāe thoṛī
ko: ā ā ā
ra: sāt ajūbe is …
mu: sāt ajūbe is …
do: are toṛe se …
ho ho ho -3
ko: ā ā ā