Saasoojee thaaro lallaa machaae raat hallaa

सासूजी थारो लल्ला मचाए रात हल्ला
Work
Year
Language

चिक चिकी चिक चिकी चिक चिकी चिक चिक
सासूजी थारो लल्ला मचाए रात हल्ला
कभी तो पकड़े मेरी कलाई हाय
कभी ये पकड़े पल्ला
सासूजी थारो लल्ला …

लाए कभी कुल्फ़ी समोसा कभी लाए
बाहों में बिठाके हाथों से खिलाए
बालों में गुलाबों का गजरा सजाए
मीठी मीठी बातों से मुझको सुलाए
कभी दिलाए झुमका झूमर कभी दिलाए छल्ला
सासूजी थारो लल्ला …

कैसे मैं बताऊं बनाए क्‌या बहाने
करे ज़िद अपनी मेरी न कुछ माने
बड़ा रसिया है बड़ा है हरजाई
तौबा मेरी तौबा करेगा रुसवाई
तुझे खबर ना है कोई जाने सारा मोहल्ला
सासूजी थारो लल्ला …

chik chikī chik chikī chik chikī chik chik
sāsūjī thāro lallā machāe rāt hallā
kabhī to pakaṛe merī kalāī hāy
kabhī ye pakaṛe pallā
sāsūjī thāro lallā …

lāe kabhī kulfī samosā kabhī lāe
bāhoṅ meṅ biṭhāke hāthoṅ se khilāe
bāloṅ meṅ gulāboṅ kā gajrā sajāe
mīṭhī mīṭhī bātoṅ se mujhko sulāe
kabhī dilāe jhumkā jhūmar kabhī dilāe chhallā
sāsūjī thāro lallā …

kaise maiṅ batāūṅ banāe k‌yā bahāne
kare zid apnī merī na kuchh māne
baṛā rasiyā hai baṛā hai harjāī
taubā merī taubā karegā rusvāī
tujhe khabar nā hai koī jāne sārā mohallā
sāsūjī thāro lallā …