सारी दुनिया का बोझ हम उठाते है
सारी दुनिया का बोझ हम उठाते हैं
उठते हैं, बोझ उठते हैं, सारी दुनिया …
लोग आते हैं लोग जाते हैं
हम यहाँ पे खड़े रह जाते हैं, सारी …
चार का काम एक का दाम है
ख़ून मत पीजिये और कुछ दीजिये
एक रुपया है कम हमें ख़ुदा की क़सम
बड़ी मेहनत से रोटी कमाते हैं, सारी …
थोड़ा पानी पिया याद रब को किया
भूख भी मिट गैइ प्यास भी बुझ गैइ
काम हर हाल में नाम को साल में
ईद की एक छुट्टी मनाते हैं, सारी …
जीना मुश्किल तो है अपना भी दिल तो है
दिल में अरमान हैं हम भी इन्सान हैं
जब सताते है गप ऐश कर्ते हैं हम
बीड़ी पीते हैं और पान खाते हैं
सारी दुनिया का बोझ हम उठाते हैं
sārī duniyā kā bojh ham uṭhāte haiṅ
uṭhte haiṅ, bojh uṭhte haiṅ, sārī duniyā …
log āte haiṅ log jāte haiṅ
ham yahāṇ pe khaṛe rah jāte haiṅ, sārī …
chār kā kām ek kā dām hai
khūn mat pījiye aur kuchh dījiye
ek rupyā hai kam hameṅ khudā kī qasam
baṛī mehnat se roṭī kamāte haiṅ, sārī …
thoṛā pānī piyā yād rab ko kiyā
bhūkh bhī miṭ gaii pyās bhī bujh gaii
kām har hāl meṅ nām ko sāl meṅ
īd kī ek chhuṭṭī manāte haiṅ, sārī …
jīnā muśhkil to hai apnā bhī dil to hai
dil meṅ armān haiṅ ham bhī insān haiṅ
jab satāte hai gap aiśh karte haiṅ ham
bīṛī pīte haiṅ aur pān khāte haiṅ
sārī duniyā kā bojh ham uṭhāte haiṅ