सारे शहर में चर्चा ... इक लड़का इक लड़की का
सारे शहर में चर्चा आम हो गया
इक लड़का इक लड़की का कैसे गुलाम हो गया
मैं क्या बताऊं कैसे बताऊं
सारे शहर में चर्चा …
रुमझुम रुमझुम करती पायल
पहली नज़र में कर गई घायल
कजरारी आँखों में काजल
देखा तो दिल हो गया पागल
धीरे धीरे किस्सा तमाम हो गया
इक लड़का इक लड़की …
मैं ये बताऊँ सबको बताऊँ
मेरी गली से यूं ही गुज़रना
हर आहट में तेरा डरना
सिर्फ़ मेरी तारीफ़ें करना
मेरे लिए ही आहें भरना
तेरा दिल था मेरे नाम हो गया
इक लड़का इक लड़की …
sāre śhahar meṅ charchā ām ho gayā
ik laṛkā ik laṛkī kā kaise gulām ho gayā
maiṅ kyā batāūṅ kaise batāūṅ
sāre śhahar meṅ charchā …
rumjhum rumjhum kartī pāyal
pahlī nazar meṅ kar gaī ghāyal
kajrārī āṇkhoṅ meṅ kājal
dekhā to dil ho gayā pāgal
dhīre dhīre kissā tamām ho gayā
ik laṛkā ik laṛkī …
maiṅ ye batāūṇ sabko batāūṇ
merī galī se yūṅ hī guzarnā
har āhaṭ meṅ terā ḍarnā
sirf merī tārīfeṅ karnā
mere lie hī āheṅ bharnā
terā dil thā mere nām ho gayā
ik laṛkā ik laṛkī …