सारे शहर के शराबी ओ भाभी मेरे पीछे पड़े हैं
सारे शहर के शराबी ओ भाभी मेरे पीछे पड़े हैं
बन्द हुअ मेरा घर से निकलना
मुश्किल हुआ मेरा रस्ते में चलना
पांव कहां रखूं दिल मेरे कदमों के नीचे पड़े हैं
सारे शहर के शराबी …
पनिया भरने मैं जाऊं कैसे
जाऊं तो वापस आऊं कैसे
जनम जनम के वो प्यासे गली के पनघट पे खड़े हैं
सारे शहर के शराबी …
Hey Ma'am! What the heck are they singing there?
Drunkards of whole city, Bombay, o sister-in-law!
are running after me.
कम नहीं मेरी कोई सहेली
काहे फंसी मेरी जान अकेली
कौन से ये हीरे मोती निगोड़े जाने मुझमे जड़े हैं
now, what is she saying there?
Type of pearls and what diamonds.
I don't know, are hanging on my body.
किस किस का मैं नाम बताऊं
किस किस पे इल्जाम लगाऊं
वो भी इनमें हैं शामिल उमर में जो मुझसे बड़े हैं
Hello! Hello! What is it now?
Those who are elder than me are also
standing in line for me.
सारे शहर के शराबी …
sāre śhahar ke śharābī o bhābhī mere pīchhe paṛe haiṅ
band hua merā ghar se nikalnā
muśhkil huā merā raste meṅ chalnā
pāṅv kahāṅ rakhūṅ dil mere kadmoṅ ke nīche paṛe haiṅ
sāre śhahar ke śharābī …
paniyā bharne maiṅ jāūṅ kaise
jāūṅ to vāpas āūṅ kaise
janam janam ke vo pyāse galī ke panghaṭ pe khaṛe haiṅ
sāre śhahar ke śharābī …
Hey Ma'am! What the heck are they singing there?
Drunkards of whole city, Bombay, o sister-in-law!
are running after me.
kam nahīṅ merī koī sahelī
kāhe phaṅsī merī jān akelī
kaun se ye hīre motī nigoṛe jāne mujhme jaṛe haiṅ
now, what is she saying there?
Type of pearls and what diamonds.
I don't know, are hanging on my body.
kis kis kā maiṅ nām batāūṅ
kis kis pe iljām lagāūṅ
vo bhī inmeṅ haiṅ śhāmil umar meṅ jo mujhse baṛe haiṅ
Hello! Hello! What is it now?
Those who are elder than me are also
standing in line for me.
sāre śhahar ke śharābī …