Saarangaa teree yaad men, nain hue bechain

सारंगा तेरी याद में, नैन हुए बेचैन्
Work
Year
Language

सारंगा तेरी याद में नैन हुए बेचैन
मधुर तुम्हारे मिलन बिना
दिन कटते नहीं रैन, होऽ
सारंगा तेरी याद में …

वो अम्बुवा का झूलना, वो पीपल की छाँव
घूँघट में जब चाँद था, मेहंदी लगी थी पांव
हो, (आज उजड़के रह गया - 2)
वो सपनों का गाँव, हो …
सारंगा तेरी याद में …

संग तुम्हारे दो घड़ी, बीत गये जो पल
जल भरके मेरे नैन में, आज हुए ओझल
हो, (सुख लेके दुःख दे गयीं -2)
दो अखियाँ चंचल, हो …
सारंगा तेरी याद में …

सारंगा तेरी याद में नैन हुए बेचैन
मधुर तुम्हारे मिलन बिना दिन कटते नहीं रैन

मधुबन के मधुकुंज में चलत बिरहा समीर
बाट तकूँ तेरी मैं प्रिये जल जमुना के तीर्

sāraṅgā terī yād meṅ nain hue bechain
madhur tumhāre milan binā
din kaṭte nahīṅ rain, ho'
sāraṅgā terī yād meṅ …

vo ambuvā kā jhūlnā, vo pīpal kī chhāṇv
ghūṇghaṭ meṅ jab chāṇd thā, mehaṅdī lagī thī pāṅv
ho, (āj ujaṛke rah gayā - 2)
vo sapnoṅ kā gāṇv, ho …
sāraṅgā terī yād meṅ …

saṅg tumhāre do ghaṛī, bīt gaye jo pal
jal bharke mere nain meṅ, āj hue ojhal
ho, (sukh leke duḥakh de gayīṅ -2)
do akhiyāṇ chaṅchal, ho …
sāraṅgā terī yād meṅ …

sāraṅgā terī yād meṅ nain hue bechain
madhur tumhāre milan binā din kaṭte nahīṅ rain

madhuban ke madhukuṅj meṅ chalat birhā samīr
bāṭ takūṇ terī maiṅ priye jal jamunā ke tīr