सारा प्यार तुम्हारा मैने बांध लिया है आँचल में
सारा प्यार तुम्हारा, मैने बाँध लिया है आँचल में
तेरे नये रूप की नयी अदा, हम देखा करेंगे पल पल में
देख के तेरी सूरत मिट जाती है एक ही पल में
जीवन की हर थकन
सपनों की तुम मूरत तुम को पाकर सफल हुआ है
मेरा ये जीवन
चमकी मेरी किस्मत की रेखा इन नैनों के काजल में
हम और पास आयेंगे, हमे और पास कोई लायेगा
दुनिया को नज़र आयेंगे हम जब जब वो मुसकायेगा
आयी ऐसी बेला, एक पल को भी मुझे अकेला
छोड़ ना देना तुम
पास ही रहना, खो मत जाना
दुनिया के हलचल में
sārā pyār tumhārā, maine bāṇdh liyā hai āṇchal meṅ
tere naye rūp kī nayī adā, ham dekhā kareṅge pal pal meṅ
dekh ke terī sūrat miṭ jātī hai ek hī pal meṅ
jīvan kī har thakan
sapnoṅ kī tum mūrat tum ko pākar saphal huā hai
merā ye jīvan
chamkī merī kismat kī rekhā in nainoṅ ke kājal meṅ
ham aur pās āyeṅge, hame aur pās koī lāyegā
duniyā ko nazar āyeṅge ham jab jab vo muskāyegā
āyī aisī belā, ek pal ko bhī mujhe akelā
chhoṛ nā denā tum
pās hī rahnā, kho mat jānā
duniyā ke halchal meṅ