सारा मोरा कजरा छुड़ाया तूने
आ: सारा मोरा कजरा छुड़ाया तूने
गरवा से कैसे लगाया तूने
ओ रसिया मन-बसिया
र: तीखा-तीखा कजरा लगाया तूने
काहे को जादू जगाया तूने
ओ सजनी सुख-रजनी
आ: ओ रसिया मन-बसिया
तूने प्यास बुझा के नई आस जगा के
मोरा अंग-अंग तड़पाया
र: कहे सारा ज़माना मोहे तेरा दीवाना
तेरा रूप सहा नहीं जाए
आ: सारा मोरा कजरा …
हुई प्रीत पुरानी हुई तेरी दीवानी
र: हुए नयन रसीले हुए होंठ गुलाबी
अदा भी शराबी
ā: sārā morā kajrā chhuṛāyā tūne
garvā se kaise lagāyā tūne
o rasiyā man-basiyā
ra: tīkhā-tīkhā kajrā lagāyā tūne
kāhe ko jādū jagāyā tūne
o sajnī sukh-rajnī
ā: o rasiyā man-basiyā
tūne pyās bujhā ke naī ās jagā ke
morā aṅg-aṅg taṛpāyā
ra: kahe sārā zamānā mohe terā dīvānā
terā rūp sahā nahīṅ jāe
ā: sārā morā kajrā …
huī prīt purānī huī terī dīvānī
ra: hue nayan rasīle hue hoṅṭh gulābī
adā bhī śharābī