Saanvlee see ik larkee dharkan jaise dil kee

साँवली सी इक लड़की धड़कन जैसे दिल की
Year
Language

साँवली सी इक लड़की धड़कन जैसे दिल की
देखे जिस के वो सपने कहीं वो मैं तो नहीं
साँवली सी इक लड़की …

उस की घनी ज़ुल्फ़ों में किस की तकदीर है
उस की हसीं आँखों में किस की तस्वीर है
आता नहीं मुझ को यकीं पर कहीं वो मैं तो नहीं
साँवली सी इक लड़की …

यहाँ वहाँ कहाँ कहाँ जाने रुकती है उस की नज़र
वैसे तो मैं हूँ बेखबर इतनी है मुझ को खबर
कोई भी है है वो यहीं पर कहीं वो मैं तो नहीं
साँवली सी इक लड़की …

ला ल ल ला ल ल ला ला ला ल ल ला ला ला ला

sāṇvlī sī ik laṛkī dhaṛkan jaise dil kī
dekhe jis ke vo sapne kahīṅ vo maiṅ to nahīṅ
sāṇvlī sī ik laṛkī …

us kī ghanī zulfoṅ meṅ kis kī takdīr hai
us kī hasīṅ āṇkhoṅ meṅ kis kī tasvīr hai
ātā nahīṅ mujh ko yakīṅ par kahīṅ vo maiṅ to nahīṅ
sāṇvlī sī ik laṛkī …

yahāṇ vahāṇ kahāṇ kahāṇ jāne ruktī hai us kī nazar
vaise to maiṅ hūṇ bekhabar itnī hai mujh ko khabar
koī bhī hai hai vo yahīṅ par kahīṅ vo maiṅ to nahīṅ
sāṇvlī sī ik laṛkī …

lā la la lā la la lā lā lā la la lā lā lā lā