सामने ये कौन आया, दिलमें हुई हलचल
सामने ये कौन आया, दिल में हुई हलचल
देख के बस एक ही झलक, हो गए हम पागल
बातें, मुलाकातें, हमसे भी तो होगी
हमसे खुलेंगे वो आज नहीं तो कल
रहना है यहाँ तो, दोनों है जवान तो
भला दूर कैसे रहेंगे
माना वो हसीं है, तो हम भी कम नहीं है
वो मगरूर कैसे रहेंगे
आँखों ही आँखों में, बातो ही बातों में
कभी जान पहचान होगी
सुन लो ये कहानी, हसीना एक अन्जानी
किसी दिन मेहरबान होगी
sāmne ye kaun āyā, dil meṅ huī halchal
dekh ke bas ek hī jhalak, ho gae ham pāgal
bāteṅ, mulākāteṅ, hamse bhī to hogī
hamse khuleṅge vo āj nahīṅ to kal
rahnā hai yahāṇ to, donoṅ hai javān to
bhalā dūr kaise raheṅge
mānā vo hasīṅ hai, to ham bhī kam nahīṅ hai
vo magrūr kaise raheṅge
āṇkhoṅ hī āṇkhoṅ meṅ, bāto hī bātoṅ meṅ
kabhī jān pahchān hogī
sun lo ye kahānī, hasīnā ek anjānī
kisī din meharbān hogī