साजन ये मत जानियो ... पिया कैसे मिलूँ तुमसे
ल: साजन ये मत जानियो
पिया कैसे मिलूँ तुमसे मेरे पाँव पड़ी ज़ंजीर
हृदय में अग्नि सुलगे नैनन से बरसे नीर
मेरे पाँव पड़ी ज़ंजीर
र: दुनिया से है क्या शिकवा मेरी रूठ गई तक़दीर
लाख जतन कर हार गया सूझे न कोई तदबीर
मेरी रूठ गई तक़दीर
ल: पिया कैसे मिलूँ …
र: दुनिया से है क्या …
ल: कैसे दूर करूँ ये दूरी समझ नहीं मैं पाती जी -2
जो मैं होती बन की चिड़िया पंख लगा उड़ आती
उड़ने लगी थी उड़ न सकी क़िस्मत ने मारा तीर
पिया कैसे मिलूँ …
र: दुनिया से है क्या …
र: फूल मिले कम काँटे ज़्यादा बीज ये कैसा बोया जी ओ
ल: मालिक तेरे जग में जिसने प्यार किया वो रोया
आँसू के रंगों में रंग डाली प्यार की ये तस्वीर
ल: पिया कैसे मिलूँ …
र: दुनिया से है क्या …
la: sājan ye mat jāniyo
piyā kaise milūṇ tumse mere pāṇv paṛī zaṅjīr
hṛday meṅ agni sulge nainan se barse nīr
mere pāṇv paṛī zaṅjīr
ra: duniyā se hai kyā śhikvā merī rūṭh gaī taqdīr
lākh jatan kar hār gayā sūjhe na koī tadbīr
merī rūṭh gaī taqdīr
la: piyā kaise milūṇ …
ra: duniyā se hai kyā …
la: kaise dūr karūṇ ye dūrī samajh nahīṅ maiṅ pātī jī -2
jo maiṅ hotī ban kī chiṛiyā paṅkh lagā uṛ ātī
uṛne lagī thī uṛ na sakī qismat ne mārā tīr
piyā kaise milūṇ …
ra: duniyā se hai kyā …
ra: phūl mile kam kāṇṭe zyādā bīj ye kaisā boyā jī o
la: mālik tere jag meṅ jisne pyār kiyā vo royā
āṇsū ke raṅgoṅ meṅ raṅg ḍālī pyār kī ye tasvīr
la: piyā kaise milūṇ …
ra: duniyā se hai kyā …