साजण ... तेरे लबों की ख़ामोशियों ने ... दिल दिल दिल जो ना कह सका
को: साजण
सा आ आ आ साजण
ओ साजण-साजण मैं करूँ साजण हिये जगी -2
साजण-साजण लगूँ ढूँढने वाचूँ खड़ी-खड़ी
आ आ आ
अभि: तेरे लबों की ख़ामोशियों ने झुकती नज़र की मदहोशियों ने -2
वो सब कह दिया
दिल दिल दिल जो ना कह सका
हाँ दिल दिल दिल जो ना कह सका
अल: तेरी वफ़ा की रंगीनियों ने इन धड़कनों की बेचैनियों ने -2
वो सब कह दिया
दिल दिल दिल जो ना कह सका
आँ दिल जो ना कह सका
को: आ आ आ आ
अभि: वो देख धरती से दिलदारा मिलने लगा आसमाँ
अल: अब ना रहीं दूरियाँ यारा तेरे-मेरे दर्मियाँ
अभि: हो तेरी पायलों ने तेरी चूड़ियों ने
तेरे सुरमई इन गेसुवोँ ने
वो सब कह दिया
को: आ आ
अभि: दिल दिल दिल जो ना कह सका
अल: हाँ दिल जो ना कह सका
को: सा गा रे गा रे गा सा गा रे गा रे नि सा
गा रे गा रे नि सा रे
रे मा गा मा गा मा रे मा गा मा गा मा रे
रे गा धा मा पा सा
अल: आ आ
को: आ आ
अल: मैने तो मेहंदी लगाई है दिलबर तेरे प्यार की -2
अभि: बिखरी है महकी फ़िज़ाओं में ख़ुश्बू ये इकरार की
अल: हाँ शोख़ वादियों ने झूमती हवा ने
दूर पर्वतों को चूमती घटा ने
वो सब कह दिया
को: आ आ
अल: दिल दिल दिल जो ना कह सका
हाँ दिल दिल दिल जो ना कह सका
अभि: तेरे लबों की ख़ामोशियों ने झुकती नज़र की मदहोशियों ने -2
अल: तेरी वफ़ा की रंगीनियों ने इन धड़कनों की बेचैनियों ने -2
दो: वो सब कह दिया
अल: दिल
अभि: दिल
अल: दिल जो ना कह सका
दो: हाँ दिल जो ना कह सका
ko: sājaṇ
sā ā ā ā sājaṇ
o sājaṇ-sājaṇ maiṅ karūṇ sājaṇ hiye jagī -2
sājaṇ-sājaṇ lagūṇ ḍhūṇḍhne vāchūṇ khaṛī-khaṛī
ā ā ā
abhi: tere laboṅ kī khāmośhiyoṅ ne jhuktī nazar kī madhośhiyoṅ ne -2
vo sab kah diyā
dil dil dil jo nā kah sakā
hāṇ dil dil dil jo nā kah sakā
al: terī vafā kī raṅgīniyoṅ ne in dhaṛaknoṅ kī bechainiyoṅ ne -2
vo sab kah diyā
dil dil dil jo nā kah sakā
āṇ dil jo nā kah sakā
ko: ā ā ā ā
abhi: vo dekh dhartī se dildārā milne lagā āsmāṇ
al: ab nā rahīṅ dūriyāṇ yārā tere-mere darmiyāṇ
abhi: ho terī pāyloṅ ne terī chūṛiyoṅ ne
tere surmaī in gesuvoṇ ne
vo sab kah diyā
ko: ā ā
abhi: dil dil dil jo nā kah sakā
al: hāṇ dil jo nā kah sakā
ko: sā gā re gā re gā sā gā re gā re ni sā
gā re gā re ni sā re
re mā gā mā gā mā re mā gā mā gā mā re
re gā dhā mā pā sā
al: ā ā
ko: ā ā
al: maine to mehaṅdī lagāī hai dilbar tere pyār kī -2
abhi: bikhrī hai mahkī fizāoṅ meṅ khuśhbū ye ikrār kī
al: hāṇ śhokh vādiyoṅ ne jhūmtī havā ne
dūr parvtoṅ ko chūmtī ghaṭā ne
vo sab kah diyā
ko: ā ā
al: dil dil dil jo nā kah sakā
hāṇ dil dil dil jo nā kah sakā
abhi: tere laboṅ kī khāmośhiyoṅ ne jhuktī nazar kī madhośhiyoṅ ne -2
al: terī vafā kī raṅgīniyoṅ ne in dhaṛaknoṅ kī bechainiyoṅ ne -2
do: vo sab kah diyā
al: dil
abhi: dil
al: dil jo nā kah sakā
do: hāṇ dil jo nā kah sakā