rām nārāyan bājā bajātā
jhūm jhūm jhūm jhūm ṭhumkā lagātā
sab logoṅ kā dil bahlātā re
rām nārāyan bājā …
vo kisī śhokh nadī kī hai ravānī dekho
mere mahbūb kī madamast javānī dekho
jā ke uljhā maiṅ anāṛī jo uske jhumke se
vo mujhe lūṭ gaī mār gaī ṭhumke se
ho bambaī hile dillī hile kalkattā hilelā
ki uskī lachke jab kamriyā to sārī duniyā hilelā
he rām nārāyan bājā …
yār āṇkhoṅ meṅ nayā khvāb adhūrā lāyā
leke hāthoṅ meṅ apnā tān tambūrā lāyā
chheṛ ke sāj naye gīt banā detā hūṇ
chhorī kaisī bhī ho maiṅ usko paṭā letā hūṇ
he chalī rī sajnī sajan ghar jī ho jiyā ab nā jalā
ab na jalā jiyā ab na jalā
ḍolī kab leke āūṇ maiṅ ho diljānī batā
he rām nārāyan bājā …