Saagar kinaare,saanjh savere

सागर किनारे,सांझ सवेरे
Work
Year
Language

सागर किनारे, सांझ सवेरे
हल्के उजाले, हल्के अंधेरे
क्यों हैं ये दूरियाँ क्या हैं मजबूरियाँ
दिल जो पूछे क्या कहूँ

गम की गहराईयाँ, ऐसी तनहाईयाँ
हाय कैसे मैं सहूँ
तू नहीं पास तो क्या मेरे पास है
एक ही ख्वाब है, एक ही आस है

तेरी ही यादें, तेरी ही बातें
बीते ना ये दिन, बीते ना रातें
तेरी दीवानी कब से सोयी नहीं है

सागर किनारे दिल ये पुकारे
तू जो नहीं तो मेरा कोई नहीं है

sāgar kināre, sāṅjh savere
halke ujāle, halke aṅdhere
kyoṅ haiṅ ye dūriyāṇ kyā haiṅ majbūriyāṇ
dil jo pūchhe kyā kahūṇ

gam kī gahrāīyāṇ, aisī tanhāīyāṇ
hāy kaise maiṅ sahūṇ
tū nahīṅ pās to kyā mere pās hai
ek hī khvāb hai, ek hī ās hai

terī hī yādeṅ, terī hī bāteṅ
bīte nā ye din, bīte nā rāteṅ
terī dīvānī kab se soyī nahīṅ hai

sāgar kināre dil ye pukāre
tū jo nahīṅ to merā koī nahīṅ hai