Saagar kinaare dil ye pukaare

सागर किनारे दिल ये पुकारे
Work
Year
Language

सागर किनारे दिल ये पुकारे
तू जो नहीं तो मेरा कोई नहीं है
सागर किनारे …

जागे नज़ारे, जागी हवाएं
जब प्यार जागा, जागी फ़िज़ाएं
हो पल भर को दिल की दुनिया सोयी नहीं है
सागर किनारे …

लहरों पे नाचें, किरणों की परियाँ
मैं खोई जैसे, सागर में नदिया
हो तू ही अकेली तो खोई नहीं है
सागर किनारे …

sāgar kināre dil ye pukāre
tū jo nahīṅ to merā koī nahīṅ hai
sāgar kināre …

jāge nazāre, jāgī havāeṅ
jab pyār jāgā, jāgī fizāeṅ
ho pal bhar ko dil kī duniyā soyī nahīṅ hai
sāgar kināre …

lahroṅ pe nācheṅ, kirṇoṅ kī pariyāṇ
maiṅ khoī jaise, sāgar meṅ nadiyā
ho tū hī akelī to khoī nahīṅ hai
sāgar kināre …