ओ आ आ आ
आ आ
रुकते चलते राहों में
ग़ुम हो जाते राहों में
खो के कहाँ तू जायेगा
लौट यहाँ पर आयेगा
यहाँ फ़ासले कम ना होंगे
जो तुम होगे तो हम ना होंगे
यही सिलसिले कभी ना रुके
चलते रहे यहाँ
अजब सी यहाँ की कहानी
नई सी भी है ये पुरानी
चाहत है क्या किसे है पता
मंज़िल है ये कहाँ
रुकते चलते राहों में
ग़ुम हो जाते राहों में
खो के कहाँ तू जायेगा
लौट यहाँ पर आयेगा
o ā ā ā
ā ā
rukte chalte rāhoṅ meṅ
ġhum ho jāte rāhoṅ meṅ
kho ke kahāṇ tū jāyegā
lauṭ yahāṇ par āyegā
yahāṇ fāsle kam nā hoṅge
jo tum hoge to ham nā hoṅge
yahī silsile kabhī nā ruke
chalte rahe yahāṇ
ajab sī yahāṇ kī kahānī
naī sī bhī hai ye purānī
chāhat hai kyā kise hai patā
maṅzil hai ye kahāṇ
rukte chalte rāhoṅ meṅ
ġhum ho jāte rāhoṅ meṅ
kho ke kahāṇ tū jāyegā
lauṭ yahāṇ par āyegā