रुकी रुकी थी ज़िंदगी झट से चल पड़ी
रुकी रुकी थी ज़िंदगी झट से चल पड़ी
हुई खुशी से दोस्ती मज़ा ले ले हर घड़ी
इयाई ये ऐ हे इयाई ये
रुकी रुकी थी …
कल तक न कोई कहानी थी न कोई राजा था न रानी थी
ये आज क्या हो गया इक पल में सब कुछ मिल गया
सामने है मंज़िल खड़ी
रुकी रुकी थी …
जादू यहां ऐसा हो जाए ये पल यहीं आज रुक जाए
तू जो कहे मैं सुनूं मैं जो कहूं तू सुने
लड़ जाए बातों की लड़ी इयाई ये
रुकी रुकी थी …
rukī rukī thī ziṅdgī jhaṭ se chal paṛī
huī khuśhī se dostī mazā le le har ghaṛī
iyāī ye ai he iyāī ye
rukī rukī thī …
kal tak na koī kahānī thī na koī rājā thā na rānī thī
ye āj kyā ho gayā ik pal meṅ sab kuchh mil gayā
sāmne hai maṅzil khaṛī
rukī rukī thī …
jādū yahāṅ aisā ho jāe ye pal yahīṅ āj ruk jāe
tū jo kahe maiṅ sunūṅ maiṅ jo kahūṅ tū sune
laṛ jāe bātoṅ kī laṛī iyāī ye
rukī rukī thī …