Ruk majnoon ruk ruk ... aaj meraa dil tor ke jaa kal parh lenaa akhbaar men

रुक मजनूं रुक रुक ... आज मेरा दिल तोड़ के जा कल पढ़ लेना अखबार में
Work
Year
Language

रुक मजनूं रुक रुक रुक मजनूं रुक रुक मजनूं
आज मेरा दिल तोड़ के जा कल पढ़ लेना अखबार में
आशिक़ बन के जान लुटा दी इक लैला ने प्यार में
रुक मजनूं रुक रुक …

मैं बनी दीवानी दिल चुरा के दूर जा के क्‌यों करे नादानी
क्‌या नहीं है पस मेरे ये जवानी नाम तेरे
ऐसी महबूबा ना होगी संसार में
आज मेरा दिल तोड़ के …

सिर्फ़ कहते हैं सभी कोई करता नहीं
आजकल इश्क़ में कोई मरता नहीं
छोड़ मेरी बाहें पेपरों में रोज़ नयी छपती हैं अफ़वाहें
साथ मेरा छोड़ दे तू ये इरादा तोड़ दे तू
मरने वरने की बातें क्‌यूं करती है बेकार में
रुक मजनूं रुक रुक …

आशिक़ बन के जान लुटा दी इक मजनूं ने प्यार में

ruk majnūṅ ruk ruk ruk majnūṅ ruk ruk majnūṅ
āj merā dil toṛ ke jā kal paṛh lenā akhbār meṅ
āśhiq ban ke jān luṭā dī ik lailā ne pyār meṅ
ruk majnūṅ ruk ruk …

maiṅ banī dīvānī dil churā ke dūr jā ke k‌yoṅ kare nādānī
k‌yā nahīṅ hai pas mere ye javānī nām tere
aisī mahbūbā nā hogī saṅsār meṅ
āj merā dil toṛ ke …

sirf kahte haiṅ sabhī koī kartā nahīṅ
ājkal iśhq meṅ koī martā nahīṅ
chhoṛ merī bāheṅ peproṅ meṅ roz nayī chhaptī haiṅ afvāheṅ
sāth merā chhoṛ de tū ye irādā toṛ de tū
marne varne kī bāteṅ k‌yūṅ kartī hai bekār meṅ
ruk majnūṅ ruk ruk …

āśhiq ban ke jān luṭā dī ik majnūṅ ne pyār meṅ