रुक जा रात ठहर जा रे चंदा
रुक जा रात ठहर जा रे चंदा बीते न मिलन की बेला
आज चांदनी की नगरी में अरमानों का मेला
रुक जा रात …
पहले मिलन की यादें लेकर आई है ये रात सुहानी
दोहराते हैं चाँद सितारे मेरी तुम्हारी प्रेम कहानी
मेरी तुम्हारी प्रेम कहानी
रुक जा रात …
कल का डरना काल की चिंता दो तन है मन एक हमारे
जीवन सीमा के आगे भी आऊँगी मैं संग तुम्हारे
आऊँगी मैं संग तुम्हारे
रुक जा रात …
ruk jā rāt ṭhahar jā re chaṅdā bīte na milan kī belā
āj chāṅdnī kī nagrī meṅ armānoṅ kā melā
ruk jā rāt …
pahle milan kī yādeṅ lekar āī hai ye rāt suhānī
dohrāte haiṅ chāṇd sitāre merī tumhārī prem kahānī
merī tumhārī prem kahānī
ruk jā rāt …
kal kā ḍarnā kāl kī chiṅtā do tan hai man ek hamāre
jīvan sīmā ke āge bhī āūṇgī maiṅ saṅg tumhāre
āūṇgī maiṅ saṅg tumhāre
ruk jā rāt …