Ruk jaa ho ruk jaa roktaa hai ye deevaanaa

रुक जा हो रुक जा रोकता है ये दीवाना
Year
Language

रुक जा हो रुक जा रोकता है ये दीवाना
रूठ कर मुझसे ना जाना
देखने वाले समझेंगे के तू है मेरी महबूबा हाँ
हो रुक जा

( ये मौसम ये नज़ारे इन फूलों के इशारे
तेरी सूरत के आशिक़ ये सारे सनम ) -2
कभी मस्त हवा छेड़ेगी तुझे
कभी हम आ जाएँगे
रुक जा …

( बैठी है हसीना तू सबसे जुदा क्‌यों
ऐ शोख़-अदा कुछ झूम ज़रा
ना जल हमारे प्यार पे ) -2
बिखरा ज़ुल्फ़ें मायूस ना हो
कोई तुझसे भी कहेगा
रुक जा …

( ज़ुल्फ़ न ऐसे उलझे दुनिया ग़लत ना समझे
मशहूर हो ना जाए अफ़साना कोई ) -2
ऐ जान-ए-वफ़ा अरे अपना है क्‌या
तुझे छेड़ेगा ज़माना
रुक जा …

ruk jā ho ruk jā roktā hai ye dīvānā
rūṭh kar mujhse nā jānā
dekhne vāle samjheṅge ke tū hai merī mahbūbā hāṇ
ho ruk jā

( ye mausam ye nazāre in phūloṅ ke iśhāre
terī sūrat ke āśhiq ye sāre sanam ) -2
kabhī mast havā chheṛegī tujhe
kabhī ham ā jāeṇge
ruk jā …

( baiṭhī hai hasīnā tū sabse judā k‌yoṅ
ai śhokh-adā kuchh jhūm zarā
nā jal hamāre pyār pe ) -2
bikhrā zulfeṅ māyūs nā ho
koī tujhse bhī kahegā
ruk jā …

( zulf na aise uljhe duniyā ġhalat nā samjhe
maśhhūr ho nā jāe afsānā koī ) -2
ai jān-e-vafā are apnā hai k‌yā
tujhe chheṛegā zamānā
ruk jā …