रुक ज ऐ दिल दीवाने, पूछूँ तो मैं ज़रा
रुक जा ऐ दिल दीवाने, पूछूँ तो मैं ज़रा
लड़की है या है जादू, खुशबू है या नशा
पास वो आये तो, छूके मैं देखूं ज़रा
रुक जा …
देखे वो इधर, हँसके बेखबर
थाम के दिल हम खड़े हैं
गुम-सुम सी नज़र, उसकी है मगर
होंठों पे शिक़वे बड़े हैं
बात बन जाये तो, मैं बात छेड़ूँ ज़रा
रुक जा …
शरमा वो गयी, घबरा वो गयी
मैं ने जो उसको पुकारा
ये दिल ले लिया, उसने कर दिया
आँखों ही आँखों में इशारा
जान भी जाये तो ग़म मैं करूँ न ज़रा
रुक जा …
महफ़िल में हसीं, तू ही तो नहीं
रूठी तू किस लिये अकेली
जिसपे यूँ फ़िदा, ये दिल हो गया
वो तो है तेरी इक सहेली
मान वो जाये तो, बाहों में ले लूँ ज़रा
रुक जा …
ruk jā ai dil dīvāne, pūchhūṇ to maiṅ zarā
laṛkī hai yā hai jādū, khuśhbū hai yā naśhā
pās vo āye to, chhūke maiṅ dekhūṅ zarā
ruk jā …
dekhe vo idhar, hṇske bekhabar
thām ke dil ham khaṛe haiṅ
gum-sum sī nazar, uskī hai magar
hoṅṭhoṅ pe śhiqve baṛe haiṅ
bāt ban jāye to, maiṅ bāt chheṛūṇ zarā
ruk jā …
śharmā vo gayī, ghabrā vo gayī
maiṅ ne jo usko pukārā
ye dil le liyā, usne kar diyā
āṇkhoṅ hī āṇkhoṅ meṅ iśhārā
jān bhī jāye to ġham maiṅ karūṇ na zarā
ruk jā …
mahafil meṅ hasīṅ, tū hī to nahīṅ
rūṭhī tū kis liye akelī
jispe yūṇ fidā, ye dil ho gayā
vo to hai terī ik sahelī
mān vo jāye to, bāhoṅ meṅ le lūṇ zarā
ruk jā …