रूठ के तुम तो चल दिए, अब मैं दुआ तो क्या करूँ
जिसने हमें जुदा किया, ऐसे ख़ुदा को क्या करूँ
जीने की आरज़ू नहीं, हाल न पूछ चारागर
दर्द ही बन गया दवा, अब मैं दवा तो क्या करूँ
सुनके मेरी सदा-ए-ग़म, (रो दिया आसमान भी) -2
तुम तक न जो पहुँच सके, ऐसी सदा को क्या करूँ
rūṭh ke tum to chal die, ab maiṅ duā to kyā karūṇ
jisne hameṅ judā kiyā, aise khudā ko kyā karūṇ
jīne kī ārazū nahīṅ, hāl na pūchh chārāgar
dard hī ban gayā davā, ab maiṅ davā to kyā karūṇ
sunke merī sadā-e-ġham, (ro diyā āsmān bhī) -2
tum tak na jo pahuṇch sake, aisī sadā ko kyā karūṇ