Rooth kar ham unhen ... bhool jaane vaale yaad aane vaale

रूठ कर हम उन्हें ... भूल जाने वाले याद आने वाले
Work
Year
Language

रूठ कर हम उन्हें भूल जाने लगे
वो हमें और भी याद आने लगे
भूल जाने वाले याद आने वाले
भूल जाने वाले …

हमने दिल से कहीं अपनी मजबूरियाँ
दिल को लेकिन ये सारे बहाने लगे
भूल जाने वाले …

ऐरी ऐ
उनके कदमों में गिर जाएँ मर जाएँ हम
इस तरह अपनी मिट्टी ठिकाने लगे
भूल जाने वाले …

उनसे इक पल में कैसे बिछड़ जाएँ हम
जिनसे मिलने में शायद ज़माने लगे
भूल जाने वाले …

जो सोच रहे हैं कभी देखा ही नहीं था
जो देख रहे हैं कभी सोचा नहीं था नहीं था
याद आने वाले …

rūṭh kar ham unheṅ bhūl jāne lage
vo hameṅ aur bhī yād āne lage
bhūl jāne vāle yād āne vāle
bhūl jāne vāle …

hamne dil se kahīṅ apnī majbūriyāṇ
dil ko lekin ye sāre bahāne lage
bhūl jāne vāle …

airī ai
unke kadmoṅ meṅ gir jāeṇ mar jāeṇ ham
is tarah apnī miṭṭī ṭhikāne lage
bhūl jāne vāle …

unse ik pal meṅ kaise bichhaṛ jāeṇ ham
jinse milne meṅ śhāyad zamāne lage
bhūl jāne vāle …

jo soch rahe haiṅ kabhī dekhā hī nahīṅ thā
jo dekh rahe haiṅ kabhī sochā nahīṅ thā nahīṅ thā
yād āne vāle …