Title (Indic)संभल के बैठो ... चाँद है तारे भी हैं WorkRooplekha Year1962 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer Suman Performer Mohammad Rafi Writer Farooq Kaisser LyricsHindiर: संभल के बैठो ज़रा छाँव में बहारों की कहीं नज़र न लगे तुमको चाँद-तारों की चाँद है तारे भी हैं और यह तन्हाई है -2 तुमने क्या दिल को जलाने की क़सम खई है चाँद है तारे भी … सु: इस तरह दर्द-ए-मोहब्बत का न इकरार करो -2 ये तो सरकार मेरे प्यार की रुसवाई है र: तुमने क्या दिल को … सु: चाँद है तारे भी … र: ढल चुकी रात ये आँचल तो हटा दो रुख से -2 किसलिए चाँद से चेहरे पे घटा छाई है सु: प्यार भी करता है शिकवे भी किया करता है -2 सारी दुनिया से निराला मेरा सौदाई है र: तुमने क्या दिल को … सु: चाँद है तारे भी … Englishra: saṅbhal ke baiṭho zarā chhāṇv meṅ bahāroṅ kī kahīṅ nazar na lage tumko chāṇd-tāroṅ kī chāṇd hai tāre bhī haiṅ aur yah tanhāī hai -2 tumne kyā dil ko jalāne kī qasam khaī hai chāṇd hai tāre bhī … su: is tarah dard-e-mohabbat kā na ikrār karo -2 ye to sarkār mere pyār kī rusvāī hai ra: tumne kyā dil ko … su: chāṇd hai tāre bhī … ra: ḍhal chukī rāt ye āṇchal to haṭā do rukh se -2 kislie chāṇd se chehre pe ghaṭā chhāī hai su: pyār bhī kartā hai śhikve bhī kiyā kartā hai -2 sārī duniyā se nirālā merā saudāī hai ra: tumne kyā dil ko … su: chāṇd hai tāre bhī …