Roop teraa mastaanaa, pyaar meraa deevaanaa

रूप तेरा मस्ताना, प्यार मेरा दीवाना
Work
Year
Language

रूप तेरा मस्ताना, प्यार मेरा दीवाना
भूल कोई हम से ना हो जाए

रात नशीली, मस्त समां है
आज नशे में, सारा जहां है
हाय, शराबी मौसम बहकाए

आँखों से आँखे, मिलती हैं ऐसे
बेचैन हो के, तूफ़ान में जैसे
मौज कोई साहिल से टकराए

रोक रहा है, हमको ज़माना
दूर ही रहना, पास ना आना
कैसे मगर कोई दिल को समझाए

rūp terā mastānā, pyār merā dīvānā
bhūl koī ham se nā ho jāe

rāt naśhīlī, mast samāṅ hai
āj naśhe meṅ, sārā jahāṅ hai
hāy, śharābī mausam bahkāe

āṇkhoṅ se āṇkhe, miltī haiṅ aise
bechain ho ke, tūfān meṅ jaise
mauj koī sāhil se ṭakrāe

rok rahā hai, hamko zamānā
dūr hī rahnā, pās nā ānā
kaise magar koī dil ko samjhāe