Roop teraa, mastaanaa, pyaar meraa deevaanaa

रूप तेरा, मस्ताना, प्यार मेरा दीवाना
Work
Year
Language

रूप तेरा मस्ताना, प्यार मेरा दीवाना
भूल कोई हमसे ना हो जाये

(रात नशीली मस्त समा है
आज नशे में सारा जहाँ हैं) - (2)
आये शराबी मौसम बहकाये - ए - ए - ए …
रूप तेरा मस्ताना, प्यार मेरा दीवाना
भूल कोई हमसे ना हो जाये

(आँखों से आँखें मिलती हैं जैसे
बेचैन होके तूफ़ाँ में जैसे) - (2)
मौज कोई साहिल से टकराये - ए - ए - ए …
रूप तेरा मस्ताना, प्यार मेरा दीवाना
भूल कोई हमसे ना हो जाये

(रोक रहा है हमको ज़माना
दूर ही रहना पास ना आना) - (2)
कैसे मगर कोई दिल को समझाये - ए - ए - ए …
रूप तेरा मस्ताना, प्यार मेरा दीवाना
भूल कोई हमसे ना हो जाये

rūp terā mastānā, pyār merā dīvānā
bhūl koī hamse nā ho jāye

(rāt naśhīlī mast samā hai
āj naśhe meṅ sārā jahāṇ haiṅ) - (2)
āye śharābī mausam bahkāye - e - e - e …
rūp terā mastānā, pyār merā dīvānā
bhūl koī hamse nā ho jāye

(āṇkhoṅ se āṇkheṅ miltī haiṅ jaise
bechain hoke tūfāṇ meṅ jaise) - (2)
mauj koī sāhil se ṭakrāye - e - e - e …
rūp terā mastānā, pyār merā dīvānā
bhūl koī hamse nā ho jāye

(rok rahā hai hamko zamānā
dūr hī rahnā pās nā ānā) - (2)
kaise magar koī dil ko samjhāye - e - e - e …
rūp terā mastānā, pyār merā dīvānā
bhūl koī hamse nā ho jāye